Thursday, December 07, 2006

main shayar to nahin

kahin door nikal gaya tha main
khud ke andar kahin gum gaya tha main

iske pehle ke khud ko bhula hi deta
khuda ne achanak tujhse milaya

ab bhi dar badr ghumta hoon main
par ab khud ko khojne mein laga hoon main